
Gmail Account Kaise Banaye? How to Create Gmail Account? Advantage and Disadvantage of Gmail ka Kya Hai? Gmail Account banaye me Kya-Kya Chahiye? Yi sabhi ka sabalo ka jabab me aaj aap logo ko bataunga.
Aajkal sabhi Internet use karte hai, sabhi ke pass ek na ek Smartphone hoga. Hum sab jabhi koi Online Shopping ya Internet pe hamara koi bhi account banana hota hai to tb humko ek Gmail id ki jarurat hoti hai. Kyu ki Gmai id hamare pass nahi hai to Online koi bhi kaam na ke barabar hai. Isliye hamare pass kam se kam ek Gmail Id hona jaruri hai.
Mano aap ek Android Use hai aur aap ek Smartphone chalate ho. Smartphone me koi bhi App ki jarurat hoti hai to ham Google Playstores par jate hai. Jabtak hamloge ke pass Gmail Id nahi hai tabtak koi bhi App Install nahi kar sakte hai.
Aap ke pass ek chota sa Business hai use aage badhane ke liye app Ads banake Advertising karna hai uske liye bhi aap ke pass ek Gmail id hona chahiye. To hm ye sabhi samasya ke dekhte huye Gmail Account Kaise Banaye iske bareme bataunga…
Table of Contents
Gmail Id Kya Hoti Hai?
Gmail duniya bhar mein sabase jyaada istemaal kee jaane vaalee Email seva mein se ek hai! duniya bhar mein 1.5 biliyan se adhik log apane digital patraachaar ka prabandhan karane ke lie isaka upayog karate hain. mujhe lagata hai ki yah surakshit hai ki yah ek bahut achchhee tarah se pasand kee jaane vaalee seva hai jo apane vishaal kaaryon, tvarit pahunch aur upayog mein aasaanee ke saath logon ko aakarshit karatee hai.
Gmail, google dvaara pradaan kiya jaane vaala free messaging services hai jo free me kisi bhi tarah ka file transfer kar skate hai,
Google dwara bahut saare services prandan karta hai aur gmail dvaara pradaan kee gaee email aur videos chat ya sanchaar kee seva.
Gmail ka upayog karake electronic rupme ham apne family, dost ko mail bhejane aur praapt karane kee pranaalee hai.
aap ek ya ek se adhik vyaktiyon ko sandesh taip kar sakate hain, aap photos, videos, pdf aur any document jaisee files saajha kar sakate hain.
E-mail id kahi se aap bana sakte ho jaise Gmail, Yahoo, Microsoft etc. wo bhi free me. Aap logo ke man me abhi bhi ek sawal aata hoga ki Gmail Id Kya Hai?
Gmail Id ek Vertual Id hota hai jiske madad se hum log ek dusre ke message sent karte hai. Lekin ise istemal karne ke liye Internet hona Compulsory hai. Ek Example se samjhe ki Gmail Id kaise hoti hai?
phaguni.mandal@gmail.com
Hum sabhi upar dekha gmail id ka example jisme futuregyaan ek user ya brand ka naam hai aur gmail is site par ham banate hai uski link hoti hai or dono ke bech me @ hota hai.
Gmail Id Banane Ke Liye Kya-Kya chahiye?
What is requirement for Gmail Account? agara aapko apni khudki google account banana hai to aapne pass kuch chijon honi chahiye:
1. Mobile / Computer
2. Internet
3. Mobile Number
In thino ke bagar aap apni gmail id nahi bana sakte hai, gmail id banane se pahle aap in chijon ko ready karle.
Ab jaante hai un sabhi steps ke Gmail Account kaise banaye bareme jiski maddat se aap apni gmail id create kar sakte hai.
Gmail Account Kaise Banaye? How To Create Gmail Account In Hindi
Gmail id banana koi muskil kaam nahi hai, isse koi bhi aasani se bana sakta hai. Iske banane ke liye niche ki sabhi Steps ko Follow karna padega.
Step-2: Sabse pahle Gmail.com pe jaye, aap google me search karke website par pahuch sakte hai nahi to is link par click kare.
Step-2: Aapke samne ek Form khulega usme apni details achcch se vare

Step- 3: Form Fill karne ka baad Next pe Click kare
Step- 4: Aap I Agree par Click kare
Step- 5: Aapka Id Complete ho gaya hai.
Step- Google ke traph se aapko Welcome message aayega usme Gmail Id (Address) rahega

Step-7: Last me Continue Botton par Click kar de
Aapka Gmail Id ban kar tyar hai. chahe to isse Login kar ke dekh sakte hai.
Gmail Id kaise Login kare? How to Open Gmail Id?
Gmail Account kaise banaye steps follow karne ke baad login karne ke liye bolega, Iske liye niche ka sabhi Steps ko Follow kare
Step-1: Browser me Gmail.com likhe

Step-2: Apne Gmail Id aur Password rakhe
Step-3: Last me Login par Click kare
Step-4: Aapke Id khul ke aajayega.
Is taraha se aap apne Gmail id bana sakte ho aur Login kar sakte ho.
Conclusion:
Agar aapke pass Android Phone hai to Gmail id ke bina aap usko operate nahi kar sakte hai, internet pe aur bhi kaam karne ke liye is ID ki jarurat padti hai. to Aap log ache se Gmail Id banana ke bareme sikha hoga ki Gmail Id kaise banaye? Gmail Id kya hai? Isse kaha Use Karte hai? aur bhi
Jankari bhejane aur praapt karane ke lie, ham gmail account ke saath jaenge. yahaan aap setings ke baare mein aur prakriya ke lie aavashyak cheejon ke baare mein enkripshan bhee sunishchit kar paenge. Gmial platform mein se ek hai, jisake jarie aap files, images, videos aur jaanakaaree jaisee baatacheet aur deta traansaphar kar paenge.
gmail app ek free platform hai aur isake bheetar kaee visheshataen bhee hain. aap paath ko doosaron ko pradarshit karane ya sthaanaantarit karane ke lie suvidhaon ka upayog bhee kar sakate hain. yadi aapake paas gmail khaate nahin hain, to kuchh onalain saiten hain jo aapako sabhee eemel praapt karane detee hain. aap onalain prakriya ke maadhyam se bikree ke lie jeemel khaate khareed sakate hain jo sastee dar par upalabdh hain.
Internet par sabhi sewa ko istemal karna hai to aapne ke pass ek ya ek se jayada gmail id honi chahiye uske baad internet ko achche se istemal kar sakte hai.
I hope ye jankari aapko achi lagi hogi aapke pass koi bhi sawal hai to Comment kar ke puch sakte ho. Aur isse padhne ke baad apne dosto ke sath Share karna na Bhule. धन्यवाद!!!!!!